OnePlus 8t

 Oneplus 8t... 8GB RAM 128 GB storage variant..

Oneplus ki taraf se bahut hi jyada badhiya phone nikal kar aaya tha oneplus 8t.. jismein aapko 120 hz ka display milta hai aur iski Jo battery image ki baat Karen approx 4000 mah and iske sath sabse jyada badhiya 65 wat ka charger milta hai Jo bahut jyada amazing hai and piche ka camera 48 megapixel with OIS jiski madad se aap bahut hi jyada stable video and photo record kar sakte ho and front camera ki baat Karen 16 sal ka EIS camera milta hai aap jisko maloom nahin hua hai unke liye.. bata do EIS ka matlab electronic image stabilization or pis ka matlab optical image stabilization... Donon hi Apne Apne jagah per best piche ka camera hardware stabilization ke per best hai aur front ka camera electronic per best hai jo ki software ki madad se hota hai.. camera ke mamle mein sach mein yah device bahut hi jyada amazing hai kyunki ismein aapko aur ek badhiya features milta hai Jo hai cinematic video mod chup bahut hi jyada badhiya quality ka video nikal kar deta hai DSLR ki Jaise....


Aur ismein sabse badhiya processor milta hai Snapdragon ka 865 processor and a device jo hai 4G or 5G ko support karta hai jiski vajah se aur bhi jyada badhiya hai yah mobile ka koi bhi aap Kami dhundh nahin paoge kyunki yah mobile sach mein bahut hi jyada badhiya hai but ismein Android 12 aur 13 ka update aane ke bad display per problem a Gaya yahan per sabko yah wala problem face karna pada display per line green line Red line pink line use tarah dekhne Ko Mila mobile bahut hi jyada badhiya hai.... Iski sirf ek hi Kami hai ki sal 2 sal bad iska display barbad ho jata hai kyunki quality badhiya nahin hai jis per technically problem a jata hai Jo ek hardware problem hai and oneplus ki taraf se agar aapka display kharab hota hai best condition mein chahe vah warranty mein ho ya na ho to aapko free mein display replace kar diya jata hai jo yah sabse jyada badhiya baat hai and display change price cost Jo aata hai 14500 rs..


Agar aapko lena hai oneplus 8t to main aapko suggest karta hun second hand bye karo but dekh kar kyunki bahut jyada important phone hai and display bahut hi jyada mahanga to original ho to bahut hi badhiya agar duplicate ho to bahut jyada dikkat de sakta hai kyunki amoled display ke barabar koi hai nahin is duniya mein Jo LCD ko iske barabar rakh paye kyunki duplicate display LCD hota hai original display bhi fingerprint kam Karta hai yah baat Dhyan jarur rakhen...


Google camera 🎥...















Please to subscribe my YouTube channel 


SJ Sanu


Google camera


एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ