Oneplus ke kuch device mein aap logon ko ek bahut hi jyada kharab Ishu dekhne ko mil raha hoga jo ki hai display per green aur pink red line issue Jo bahut hi jyada bad feel karvata hai apne phone per..
OnePlus 8t after update green line problem

Is problem ke liye Maine oneplus ke customer care se baat kiya tha unhone mujhe bola agar ismein koi physical damage hai pahle se to mujhe iske paise dene padenge display changing ke liye agar main baat bolun mere hath se girne ke bad screen ka touch glass thoda sa karna se tuta aur mera display bilkul theek tha aaram se work bhi kar raha tha koi dikkat nahin tha after update yah wala problem a raha hai to iska kya solution hai iska koi solution nahin hai company ki taraf se ek taraf ka scamming bol sakte ho kyunki company humko yah physical damage bolkar chipka rahi hai Inka ghatiya product jaise ki ek ghatiya display kyunki gais main ek baat bol deta hun yah koi software related Ishu nahin hai hamare phone phone mein jo third class quality display lagate Hain Jo bilkul ghatiya hote hain unka hi natija hai green line Ishu aap dekh sakte ho oneplus ki 8 series se lekar 9 se rishta yah wala problem a raha hai matlab kam quality ka display lagao hay features do aur usmein achcha khasa profit kamao aap profit ke chakkar mein customer ka cut Raha hai to Mera to oneplus ke taraf se hi bolna chahunga oneplus ki taraf se nahin main hi bolna chahunga ki phone bade hi bakwas hai kyunki dekho agar aap ek phone purchase kar rahe ho 40000 rupaye dekar aur usmein aapko is tarah ki problem dekhne ko mile to main to vahan per railmi ko shutdown Dena chahunga Jo 15000 mein sem features ko provide karvati hai aur I think unka product long lasting bhi rahata hai is tarah ke problem nahin deta Bina koi Ishu ke agar hath se karke Tut jata to alag baat hai lekin aapki product itna jyada ghatiya hai jyadatar mujhe oneplus ki display per bahut jyada problem dekhne Mila kisi per to network
0 टिप्पणियाँ