Gmail account banane ke liye aapke pass ek Android phone hona bahut jyada jaruri hai and usmein aapko Play Store ya Apne setting mein jakar Google account ko select karna hai uske bad aapko add new account per click
karna hai karne ke bad aapko yahan per apna name ka fast word jaise ki mera naam s je Sanu hai to SJ first mein dalenge and last name per Shanu dalenge uske bad aapki date off birth dalna hai and next per click karna ab jab next per click karoge to aapko ek Google ki taraf se gmail create karke de diya jaega ya aap manually gmail create kar sakte ho but message karta hun Google ki taraf se jo
automatic ke liye mil raha hai use ya select kar lo bahut jyada aasan hoga aap use select karne ke bad aapko apna password select karna hai ek new password dena hai uske bad password ko confirm karna hai karne ke bad aapko next cricket karna hai next click karne ke bad aapko Google ki taraf se bahut sare
service ka option aaega use apps kar sakte ho ya next next karke use dekh sakte ho yeah skip kar sakte ho uske bad aapka Gmail
account create ho jaega and mast tarike se aap use kar sakte ho....
0 टिप्पणियाँ