Google camera latest version 8.7 v13 update version
Google camera hamesha Se hi best hota hai kyunki ismein aap logon Ko Jo stock camera hai usse kahin jyada badhiya quality ki photography aur videography hamen dekhne Ko milta Hai and is wale Google camera ka bhi sem chij hai but bahut hi jyada improvement ke sath aaya Hai jaise ki purane wale version per hamen crash problem aur leg problem dekhne Ko milta tha Google jyadatar To hamen crash problem hi dekhne Ko milta tha but photography acche Nikal ke aati thi but kabhi khabar usmein bhi problem ho jata tha jaise ki blur acche se nahin Ho pata tha sath hi sath quality mein aaya Hai and 8.6 already ek update version hai so iske liye aapko koi jyada settings karne ki to jarurat nahin padegi but 8.7 ka night photography mujhe itna jyada achcha nahin Laga thoda shaky aata hai agar aapke pass Raipur hoga to aap badhiya se photography kar sakte ho sorry Rajpur nahin tripod hoga to badhiya quality ki photography nikal sakte ho night mein aur ismein aap logon ko aur ek chij mising dekhne ko milega aap ismein 4K 60fps ka video recording nahin kar paoge ismein normal hi aap logon Ko dekhne ko milega 4K 30 fps..
Google camera support device s
Vaise to Google camera sabhi device mein support ho jata hai but iske liye bhi kuchh discipline Hai jaise ki aapki device mein pahla To camera to api support hona chahie and second chij is wale Google camera Ko agar aapki device mein support karana Hai To minimum aapke device ko Android 11 update hona chahie and usse upar ka chalega jaise ki Android 12 or Android 13 mein aaram se work Karega but entertain Android 9 is tarah ki device mein work nahin kar and sabse jyada main important chij camera to api agar yah nahin hoga to is wala Google camera aaram se work nahin Karen and dusri chij aap per agar normal Android device jaise ki realme 8 is tarah ki device mein Google camera aaram se to chalega but han photo saving times jyada le sakta hai agar aapke pass thoda update version Hai jaise ki achcha phone flexip to aaram se chalega without any problem dekhne Ko nahin milega but han thoda sa aap logon Ko jo photo saving time jyada lag sakta hai
Google camera 8.7 new features..
Google camera 8.7 bahut hi jyada badhiya version hai but ismein aap logon Ko Jo photography and videography ka maja hai aur next level Tak milega kyunki normali to videography mein itna jyada maja nahin milega kyunki ismein aapko 4K ka option mil jaega but photography jo hai original quality ke sath next level quality milega aur ismein aapko dusre Google camera ki tarah koi bhi settings nahin karna padega already update version Hai Just advance per jakar active HDR net ko active karna hai aur HDR plus ko enable karna hai Bus itna hi karne and overall Google camera 8.7 badhiya hai photography ke liye
Google camera 8.7 download kaise kare..Download
Download karne ke liye Google camera ka link aap logon Ko niche mil jaega but usmein jaane se pahle jarur Dhyan rakhen hamara YouTube channel SJ Sanu ko subscribe kar lena without subscribe a link work nahin Karega subscribe kar liya uske bad aap Google camera per that means Google camera link per click kijiye and aap logon Ko directly dekhne ko milega Google camera 8.6 version usmein click karkeBhai ko follow bhi kar dena and lock achcha Laga to YouTube channel per jakar subscribe kar dena kar dena YouTube channel name sj Sanu...
Thanks for watching...
0 टिप्पणियाँ