Best Google camera for photo and videography....
Best Google camera tab bhi kehlata Hai jab vah bahut hi badhiya quality ki photo and videography kar pata hai but iske liye aapke Google camera bahut hi jyada update version hona chahie and jismein aapko sare features available hona chahie and Aisa hi ek Google camera hai Google camera 8.4 new version 11 ise sirf aapko download karna hai and normal aap use badhiya tarike se use kar sakte ho ismein koi bhi jyada setting karne ki jarurat nahin Hai and koi bhi config file lagane ki jarurat nahin Hai....
Google camera settings....
Dekhiae main jo version aap logon ko de raha hun ismein jyada koi setting ki jarurat nahin Hai agar aapka device ek flexip smartphone Hai tabhi aap ismein jyada settings kar sakte hain jaise ki advance setting per jakar HDR control and HDR net ko activate kar sakte ho jisse picture quality bahut hi jyada improvement ho jayegi....
Photography settings...
Google camera se agar aapko best quality ki picture nikalna hai to aapko Google camera mein sirf do kam hi karne hain ek Google camera ka auto white balance on kar dena hai and HDR control ko activate karna hai aur hamesha photo jab bhi click Karen Suraj ya koi bhi artificial light iske opposite side mein nahin hona chahie bilkul aapke mobile ka camera ka opposite side mein hona chahie
Video graphy settings
Video graphy ke liye jyada settings ki to jarurat nahin padati Google camera per but aapko thoda kam karna padega Google camera per Ande wala new version update hai agar aap setting bhi nahin karoge tab bhi usmein se badhiya quality ki video and original color tone ke sath aaega aapko sirf ek kam karna hai agar aapka device powerful Hai to aap 4K 60fps enable kar sakte ho setting per jakar Varna kuch nahi karna sirf aap 4K pe set kar dena usmein se bhi badhiya quality ki video graphy Ho jaati Hai...
Thanks for watching ❤️🙏💖
3 टिप्पणियाँ
nickolasbarbosa.nc@gmail.com
जवाब देंहटाएंTarifkhan5535@gailm.com
जवाब देंहटाएंTarifkhan5535@gailm.com
जवाब देंहटाएं