Best Config fille In your Gcam

 Config file

Config file download karna bahut hi aasan hai agar aapke pass oneplus Google camera phone ya other device se jiska option aapko config file mein dekhne Ko milta Hai to aap usi device ka conflict file download kar lena agar aapka device config file ke list mein nahin hai to aap Google camera pixel 3 ka ya oneplus 6t aur 7 ka config file use kar sakte ho and configure use karna bahut hi aasan hai and set kaise karna hai yah video YouTube per available hai s j Sanu channel name











Config file use karne ka fayda..

Config file use karne se photo mein jyada quality aati Hai agar aapka photo quality achcha nahin Hai to aap config file ka use kar sakte hain Google camera mein set karke bahut hi badhiya quality ki picture nikala ja sakta hai jo video Aaj hamare channel per upload hai jakar watch kar sakte hain

Config file settings...

Config file set karne ke liye aapko first Google camera open karna hai and more settings per jaane ke bad aapko config load and import ka option milega and use per jaane ke bad aapko loot pair ek karne ke bad aapko kuchh bhi type karke sev karna hai and Google camera application ko cut karna hai uske bad aapko Android files yani aapka file manager per jana padega and aapko download kiya Gaya kaun si file select karke copy kar lena hai uska uske bad aapane jo likhawat ki hai jisko Apne Google camera per sev kiya tha vah aapko aapki Android file per Google camera name Se dekhne ko milega Jo Gcam    Bsg    n ame se safe dekhne ko milega is per aapko copy Kiya Gaya conference file ka pest karna hai yani config file ko pest kar dena hai uske bad sab kuchh minimise karna hai and fir se Google camera application on karna hai and aapka photo click karne wala shutter photo dekhne wala site logon ke shutter button aur photo logo button ke bich mein double tap karna hai aapka pest Kiya Gaya option dekhne ko milega aap use select karna uske bad aapka Google camera ek bar restart hokar fir se open hoga agar aisa nahin hota hai to aap Google camera minimise karke fir se open kijiye kariye and aapka kaun si file set Ho Gaya hoga uske bad photo click karke check out kar sakte ho quality difference agar aapko yahan per samajh nahin aaya to aap hamare YouTube channel per visit karke play list check kar sakte ho config file Kaise set kare YouTube channel name SJ Sanu

Thanks for watching subscriber YouTube channel SJ Sanu

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ